Facebok ID or Page ka UserName Kaise Change karte hai

Facebok ID or Page ka UserName Kaise Change karte hai

Social Network – Hindi Me Help / Rohit Mewada /9 months ago

Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!

Hello Friends, Aaj ham is post me sikhege kaise apne Facebook Page ka user-name ko badalte hai. Agar aapka Facebook Page nahi hai or aap banana chate ho to aap Phele ye pado – FB par Fan’s Page kaise banate hai.

UserName Kya Hota Hai

Username har ek Page or Profile ki ek alag ID hoti hai. Facebook Par jintne bhi Page ya Profile hai un sanki ek alag Id hai. Jab Ham Facebook par account banate hai ya fir Facebook Page banate hai to hamari ID ke Number me hoti hai.

Ham hamare ID ko change kar sakte hai. Jisse bo yaad rakhne me bhi aasan ho.

Facebook ID kuch is trha rhati hai www.facebook.com/123456789 or ham usko aesi badal sakte hai www.facebook.com/HindiMeHelpkholta.

UserName Ke Faide kya Hai Facebook Par

Ham Facebook Par Login karne ke liye hamara username or Password daal kar login kar sakte hai. Puri Email Id Daalne ki koi jarurat nahi hai.Yaad AAsani se rheti hai. Agar kisi ko batana ho apni Facebook k account ke bare me to ham apna user-name bata sakte hai. jese mera facebook username haiR.N.MewadaComment me kisi ko tag karna ho to uski user-name daal kar kar sakte hai. Jese @HindiMeHelpkoi bhi Link ko dekh kar samaj sakta hai ye kis page ya profile ki link hai.

Facebook Page ki Link (username) kaise badle

Sabse phele aap apne FacebookAccount me Login kare.

Login karne ke baad is Button par click kare

Change Facebook User Name

Button par click karne ke baad jo page khulega usme jiska usename badalna hai usko select kare

Apna Page Select KareWeb Address me apna usernamedale. (Note: Aapka user-name sabse alag hona chaiye nahi to set nahi hoga.)Check Availability par click kare.

jab koi username khali hoga to ek popup khulega

Apna Useername Check karle sahi sabd ho. (Note: Diyaan se Username ko set kare q ki ham sirf 2 baar badal sakte hai, uske baad ye option nahi aata badalne ke liye.)Conform par click kare

Ab ek Success ka message aayega

To e lijiye aapka user-name ab set ho chuka hai.

Agar aap ko Facebook se related ya Internet se related koi bhi jaankari chaiye to aap comment karke ya hamare HMH Forum me puch sakte hai.

Facebook Par Jarur Share kare or Hamari Help Kare

Hindi Me Help Page Like Kare

The post Facebok ID or Page ka UserName Kaise Change karte haiappeared first on Hindi Me Help.

Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com

Visit website

Previous
Next Post »
Thanks for your comment