Facebook ID ko Block or unBlock Kaise karte hai
Social Network – Hindi Me Help / Rohit Mewada /6 months ago
Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!
Facebook, jispar har ek us bande kaaccount hai jo internet ke bare me thoda bhi janta hai.
FB par jadatar 2 karano ke liye account banate hai –
Anpe Personal life ko apne dosto se share kene ke liye or unse jude rhane ke liye.Apne Business ko Promote karne ke liye. (Facebook Page orFacebook Group ki madad se).
Hamari jo Personal Profile hoti hai usme bhut si aesi chij hai jo ham public se share nahi kar sakte, Jese Apne Firends list, Agar ham chahe ki hame koi aesa banda friend request send na kare jisko ham nahi jante to ham wo bhi kar sakte hai.
Jese ek sikke ke 2 phelu hote hai ussi trha kar ek chij me kuch achaiya hoti hai to kuch buraiya bhi hoti hai.. Jese hamare facebook account ko koi hack kar sakta hai, par mene iske bareme phele hi bataya hai kaise fb account ko hack hone se bachaye.
Bhut bar aesa hota hai koi hame facebook par paseran karte hai, bar bar tag, comment karke ya fir hame bar bar kisi chij ke liye invite karta hai, ya faltu ke message send karta hai. to ham unko Block kar sakte hai facebook par, or jab chahe unblock bhi kar sakte hai.
Facebook Par Kisi ko Block karne Par Kya Hota Hai
Hamari Porfile par kya hai wo nahi dekh sakta.Hame Tag nahi kar sakta.Hame kisi Facebook Event orGroup ke liye invite nahi kar sakta.Hamse Facebook par chat nahi kar sakta.Hamari Post par comment nahi kar sakta.Hame Friend nahi bana sakta. (agar phele se friend hai to unfriend bhi ho jayega.)
Jis ID ko ham BLock karte hai us ID se hamari ID khulti hi nahi hai.. uske liye hamari ID hoti hi nahi hai.
FB Account ko Block kaise kare
Simple kisi ko Block karna hai to uske bhut se tarike hai.
Jisko Block karna hai uski ID open karke usko Block kar sakte hai.Apne Account ki setting me ja kar ID Block kar sakte hai.
FB ID Open karke Block kaise kare
Step 1: Sabse Phele Apne FacebookAccount me Login kare,
Step 2: jisko Block karna hai Facebook par uski ID open kare.
Step 3: 3 dots hai uspar click kare fir block karde.. Image me dekhe kaise.
Setting mese Block kare
Step 1: Sabse phele Apne facebook account me login karna hai.
Step 2: ab Account ki setting me jana hai.
Down arrow par click kareSetting par click kare
Step 3: Ab Blocking ke section me ja kar account Block kar sakte hai.
Blocking par click kareAb jisko Block karna hai, uskaNaam ya fir Email ID daleBlock ki button par click kareJo aapki ID me Blocked kiye huee hoge naam niche aayege.
Facebook ID UnBlock Kaise Kare
Ye Process bhi Simple hai, Same Jagha jana hai jaha Block karne ke liye gaye the..
Down arrow >> Settings >> Blocking >>
Ab jisko unblock karna hai, uske naam ke aage Unblock ki link par click kare.
To Friends Aap ab jan chuke hai kaise Facebook par kisi ko block karte hai or kaise unblock karte hai. Agar aapka Facebook se sambandit koi bhi sabal ho to aap comment karke puch sakte hai. or agar aapke pass koi aesi jankari hai jo aap share karna chahe to wo bhi jarur share kare.
Facebook ki or jankari ke liye yaha click kare.
Ye bhi Pade:
Facebook Account ko Hack hone se kaise bachaye.Facebook acount ko Block hone se kaise bachaye.Facebook par Read More post Trick.Facebook Page kaise Banaye.FB me Group kaise banayeFacebook Username kaise set kare
The post Facebook ID ko Block or unBlock Kaise karte hai appeared first on Hindi Me Help.
Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com
1 comments:
Click here for commentsमेरा नाम Technical Krishna है मै आपके blog का नियमित पाठक हूँ आपका ब्लॉग बहोत ही अच्छा है और साथ ही साथ information से भी भरपूर है| उम्मीद है कि आप technical things पर और भी post लिखें जिससे कि लोगो को ढेर साडी information मिल सके|
ConversionConversion EmoticonEmoticon