Google+ Par Account kaise banate hai

Google+ Par Account kaise banate hai

Social Network – Hindi Me Help / Rohit Mewada /8 months ago

Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!

Hello Friends Ham Facebook or Twitterke bare me to phele hi jaan chuke hai or aaj Google+ ke bare me jaanege.

Google+ ek Social Networking site hai jo Google ki hai, is site par ham apne dosto se jude rha sakte hai bilkul facebook ki trha, agar aap koi online work karte hai ya fir aapka koi business hai to aapka is par bhi account hona chaiye.

Agar aap facebook Use karte hai to aap Google Plus jarur tri kariye, ye aapko jarur pasand aayegi.

Hamara jo Gmail ka account hai uski Profile image bhi Google+ par hi sate hoti hai. Google+ kya hai ye achi se jaanne ke liye yaha pade

Kya Kya chaiye Google+ Account banane ke liye

ek Computer jisme Net Chalu ho. (*Mobile me bhi kar sakte hai par usme is trha se option nahi aayege.)Ek Email Id, agar nahi hai to phele Email ID banaye

 Google+ Par Account Kaise Banaye

Ab aapko meri Steps ko Follow karna hai –

Step 1: Google+ ki site par jaye, Fir Apne Gmail ki ID se login kare.

Step 2: Ab aapke saamne jo page aayega usme kuch id aayegi jinko aap follow ya add kar sakte hai, aap jisko chahe add kare uske baad Continue ki button par click kare

Step 3: Ab aapko apni Profile ki jaankari daalni hai

Photo upload karne ke liye Upload Image ki link par click kare. ye hi image aapke email id par bhi dikhegi.Aap kaha kaam karte hai wo daleAap jaha kaam karte hai bha paraapki kya post haiAapne konse School se padai ki uska naamSchool se kis saal pass hueeAap kaha rhate hai, us share ka naamPura form bharne ke baad Finish ki button par click kare.

Jese hi aap Finish ki button par click karege aapka account teyaar hai, ab aap Apne Google+ account ko use kar sakte hai.

Muje Follow kare Google+ Par –www.Google.com/+RohitMewada

Hindi Me Help ke Page ko jarur Follow kariye New Post ki jaankari Page ke liye.

To Friends Aasan tha naa, Wo isliye ki ye Google ki hi Service hai. Agar aapko or koi baat jaanni ho Internet se sambandit to aap bilkul puch sakte hai.

Ek Baat or Apne Dosto ko Jarur kahe HMH.pe aane ke liye

The post Google+ Par Account kaise banate hai appeared first on Hindi Me Help.

Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com

Visit website

Previous
Next Post »
Thanks for your comment