YouTube Channel Custom URL Kaise Set Kare

YouTube Channel Custom URL Kaise Set Kare

YouTube – Hindi Me Help / Rohit Mewada / 7 months ago

Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!

Youtube par Account kaise banaye orkis trha usse psise kama sakte hai inke bare me phele hi jaan chuka hai.. Aap agar youtube chalate hai to aapne notice kiya hoga ki kuch youtube channel ka jo URL aesa hota hai jo yaad rakhne me aasan or channel ke naam se milta judta rhata hai.. jese youtube.com/c/HindiMeHelp.

Chaliye Youtube Custom Channel URL ke bare me thoda detail me jaan lete hai –

Channel Custom URL Kya Hai

Youtube par jitni bhi channel hoti hai un sabka ek URL hota hai, jisko browser me dalne par wo channel khul jati hai. Ham jab Youtube Channel banate hai to uska ek URL hota hai par wo bhut bada hota hai jo yaad rakhna bhut muskil hota hai. Ham Apne Channel ke URL ko badal kar jo URL banate hai usko Custom URL khate hai.

????Defult – www.youtube.com/channel/UCDYgnFXsPlQWxgRgtkwoR7A

????Custom URL – www.youtube.com/channel/HindiMeHelp

Youtube Custom URL ke liye Kya Chaiye

Phele direct hi iska option aa jata tha, par ab ye kuch bate hai jo puri hone par hi ham Custom URL set kar sakte hai.

Channel Good Stending me hona chaiye.. Matlab Channel par koi copywrite Clam nahi hona chaiye.500 Subscribers hona chaiye Channel parkam se kam 30 din purani hona chaiye ChannelChannel par uska Photo uploadhona chaiye jo uske Icon ka bhi kaam karta hai.Channel Art bhi Upload hona jaruri hai.

Jab ye sari points pure hoge to aap channel ka Custom URL set kar sakte ho.

Aap apne Website ko Google+ Page Par Verify karke bhi Custom URL Set kar sakte ho. Jab Aap Qualify ho jayege to Custom URL set karne ka option aa jayega.

Custom URL Kaise Set kare Channel ke liye

Jab aap custom URL ke liye Qualify ho jaoge, To aap Apni Account ki Advanced setting me jaye. Aap jab Qualify ho jaoge to aapko Email bhi aayega or aapke Creator Studio Dashboard me bhi Notification aa jayega.

EK baat ka Diyan rakhe, Custom URL ek baar set karne ke baad usko badla nahi ja sakta.. TO set karne se phele achi se check karle.

Custom URL Set karne ke liye

Step 1: Youtube Account me Login karne ke baad Advanced Account Setting me jaye

Step 2: AB Channel Setting me aapko ek option dikhega, Claim your custom URL. us par click kare.

Step 3: ab aap Custom URL set karne ke page par phuch jayege

Step 4: Ab aap Apni Channel ka Custom URL Dekhege jiske liye aapki channel approve hui hai..

Aap usko badal nahi sakte.. Bas aap itna kar sakte ho ki usme kuch Sabd or number add kar sakte ho agar aap chaho to. Ye jo Custom URL Channel ke liye Approve hota hai wo – Channel Name, Website Name, Display Name me se koi ho sakta hai.

Step 5: Box par tik ✔ kare “I agree to the Terms of Service” fir Change URL ki button par click kare.

Step 6: Ye jo URL rahega wo Google+ se bhi add rahega. Aapse ek bar or conform kiya jayega ki aap ye URL chate hai, uske liye Conform choice par click kare.

Video Dekhe Kaise Change karte hai Custom URL

Friends Youtube Cumtom URL kya hai ye iska kya use hai ye sab aap jaan chuke ho.. agar youtube se sambandit koi bhi sabal ho to aap comment karke puch sakte ho..

Youtube ki or jaankari ke liye yaha click kare

Aapko ye bhi padna chaiye –

Youtube par Video kaise Download kare bina kisi software ki madad se.Youtube par Video Upload kaise kare Computer meMobile MeYoutube ke kuch Basic Sabalo ke jabab

The post YouTube Channel Custom URL Kaise Set Kare appeared first on Hindi Me Help.

Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com

Visit website

Previous
Next Post »
Thanks for your comment