Popular Posts Widget kaise Add kare Blogger me

Popular Posts Widget kaise Add kare Blogger me

Blogger – Hindi Me Help / Rohit Mewada / 7 months ago

Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!

Hello Blogger, Is Post me ham Blogger ki baat karege jo bhut basic hai par important hissa hota hai hamare blogger blog ka. Jese ki Aap jante hi hoge Blogger me ham apni hisab se jo chahe wo add kar sakte hai layout me widget add karke. jese Facebook Like Box add karne ke liye ham HTML/JavaScript Widget ka use karte hai.

Mene phele hi bhut se Widgets ke bare me bata chuka hu or is post me jis widget ki baat karege wo Popular Posts Widget hai jo bhut jaruri hota hai ek blog ke liye..

Popular Posts Widget ki madad se ham apne blog ki jo Popular Post hai unko Dikha sakte hai, jisse agar koi visitor hamare blog par aaye to wo un popular post ko bhi pade, jisse hamare blog ke Page Views bad jate hai. To Chaliye dekhete hai kaise Is Widget ko add kar sakte hai apne blog me.

Popular Posts Widget ko Blogger Blog me Add kaise karte hai

jese ki mene post ke starting me hi kha tha ki ye ek basic jankari hai, Q ki is widget ko add karna bhut aasan hai.. Aap meri steps ko follow kare.

Step 1: Blogger.com me Login kare fir apne Blog ke Deshboard me jaye

Step 2: ab hame Blogger ke Layout ke section me jana hai.

Step 3: layout me aane ke baad, Jaha aapko Popular Posts Widget ko add karna hai wha par Layout me Add a Gadget par click kare.

Step 4: Ab ek Popup Window khulegi, jisme bhut se widget ki list hogi jo ham apne blog me add kar sakte hai.. Scroll Down karke Popluar Posts Widget par click kare.

Step 5: Ab Popular Posts Widget ki setting ka Page aayega.. Usme aap kesa dikhana chate hai blog me aesi setting kare.

Widget ka Title de.. “Popular Post” “Top Post” “Top News” kuch bhi de sakte ho, ya fir khali bhi rakh sakte hai.Konsi Popular Post dikhani hai..Pure Time se jo Popular post hai uske liye All time select kare.Pichle 30 din ki popular post dikhane ke liye Last 30 daysselect kare.Pichle 7 din ki popular post dikhne ke liye Last 7 daysselect kare.image thumbnail: agar aap apni post ki image bhi dikhana chate hai to tik karde.snippt: Post ke title ke sath starting ki kuch line bhi dikhana chate hai widget me to isko tik kare.Widget me kitni Popular Postdikhana chate hai wo select kare.Puri setting karne ke baad Save ki button par click karke save karde.

AB aap apne blog ko Open karke dekhe Widget dikhne laga hoga or jo aapke blog ki popular post hai wo bhi usme dikhne ladi hogi. Agar isme aapko koi doubt ho to aap comment karke puch sakte hai..

Ye Post Bhi Pade

Email Subscription Widget Add kareSocial Follow Button Add kare blog meApni Bhasa me likhne wala Widget add kare

Happy Blogging…

The post Popular Posts Widget kaise Add kare Blogger me appeared first onHindi Me Help.

Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com

Visit website

Previous
Next Post »
Thanks for your comment