Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike

Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike

Blogger – Hindi Me Help / Rohit Mewada / 7 months ago

Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!

Ye ek Guest Post hai. Agar aap bhi Guest Post karna chate hai HMH.pe toyaha click kare.
Mera Naam Saddam Husen Hai, Aur Mai allblogtips.in Ka Founder Hu Aap Mere Blog Par Visit Karke Blogging Se Related Har Ek Nayi Aur Advance Chiz Sikh Sakte Hai.

Seo friendly blog post ka mtlab ye hota hai ki aap artical to apne reader ke liye likhte ho lekin usko optimize search engine ke liye karte ho. agar aap ek seo optimisation blog post likte ho to aapke bahut sara traffic search engine se milta hai. seo friendly blog post me aap apne artical me seo ke kuch aise techniqe ko paryog kate hai jo aapke artical ko search optimization par jyada value milta hai aur aapka blog post search engine par turant aa jata hai! jab bhi aap koi post likhne jaye to ye kosish kare ki aapka post seo optimization rahe.


Image Source: www.searchenginejournal.com

aaj mai aapko kuch aise badiya method ko batauga jiska pryog karke aap apne blog post ko seo friendly likh kar search engine par high rank paa sakte hai-

1- Apne Blog Post Ke Keyword Ko Jane-

jab bhi aap apne blog ka koi bhi artical likhne jaye to sabse pehle uss arical ke targed keyword ko jaan le. bina post ke keyword jane artical na likhe. aapko apne post ka keyword janane ke liyegoogle adword tool ka use karna cahiye.  google adword tool ke madhyam se aap apne post ke liye targed keyword select karke usko apne post me optimize kar de. jab bhi aap apne blog post ke keyword ko select kare to ye dhyaan de ki aapko papular keyword ko na select kare kyoki papular keyword allready optimize hote hai isliye kam traffic wale keyword ko select kare. kam traffic keyword ka mtlb keyword ka view kam se kam 3500-4000 monthy search ho. iss trah aap kuch badiya low traffic keyword ko select karke paper me likh le aur jab artical likhna suru kare to aap un keyword ko artical me kahi na kahi set karte jaye iss traah se karne par aapko search optimization se badiya traffic milegi aur aapka post bhi seo friendly hoga.

2- keyword ko kaha kaha place kare Seo Friendly Blog Post me-

Jab aap apna keyword select kar le aur usko paper par note karke usko hmesa apne artical ke best place par add karna cahiye. wese to jitna jyada aap keyword apne post me add karege utna hi jyada badiya aapka post seo optimisation hoga lekin mai aapko kuch badiya jagah batata hu jaha par aapko apna best wala keyword plce karna hoga-

aap apna best wala keyword yaha place kare-

Title TagMeta Describtion (kaise add kare)Permalink meImage Optimize ALT Tag Me (Kaise yaha dekhe)H2, H3 Sub Heading MeInterlink Me( Old Blog Post Me)Keyword Density Me ( Isme Keyword add karne 5%-10% Badiya hota hai)

3- Apne Post Ka Backlink Banaye-

Jab aap apna blog likh kar publish kar de to ye kosish kare ki aapke blog post ka jyada se jyada backlink banaye aap apne blog post ka backlink commenting athwa guest posting ke dwara bna sakte hai. apne post ko apne niche blog par comment kare aur ho sake to aapko uss topic par ek nya artical likh kar guest post kare aur guest post wale
blog post me apne blog post ka interlink add karna naa bhule iske sath sath apne artical ko papular social media site par share karna na bhule isse bhi aapke blog post ka backlink banega. apne blog post ko social bookmarking site aur high rank wale artical submission site par bhi publish karna na bhule. Backlink pane ke aur bhi bahut se tarike
hai. aapko blog post ke backlink ke liye legal mehod ko hi use karna cahiye kabhi bhi inlegal method ko naa use kar kyoki ye aapko backlink nhi deta hai. iss tarh aapko apne blog post ko seo friendly banane ke liye post ka jyda se jyda backlink banana hoga!

4- Google Adword se hi Keyword Research kare-

aapko apna keyword ka chunao keyword adword tool se hi karni cahiye agar aapko kuch paise invest karke keyword research karna hai tab aap “Long Tail Keyword” Use kar sakte hai agar aap naye blogger hai to aapke liye google adword tool badiya hoga kyoki ye aapke liye free me uplabadh hai aur iske keyword jyada search visibility hoti hai! google adword ko use karna bhi bahut asaan hota hai. aur isko koi bhi use kar skta hai. agar aap bina keyword reserch kiye bina blog post kitna bhi bdiya likh le magar aapko search engine optimization par uska badiya result nhi milega isliye hmesa keyword search karke hi blog post likh. aur aapko keyword resrach ke liye google adword tool hi chune.

5- Apne Image Ko Search Engine Ke Liye Optimize kare-

aapke blog post ka image aapko google,bing se badiya traffic dila sakta hai aur aapke blog post ko ek perfect seo friendly post bhi bna sakta hai. magar iske liye aapko apne blog post ke image ko search engine ke liye optimize karna hoga. apne blog post ke image ko optimize karne ke liye apne image me ALT tag Describtion dena hoga. apne blog image ke ALT tag Describtion me apne dwara search kiya hua badiya wala keyword add karna hoga. image ke ALT tag me jitna badiya wala keyword rahega utna jyada traffic aapko search engine se milega. blog post ka imagi optimize bhi aapke blog post ko seo friendly post bnanta hai. Kaise SEO Optimization Image banaye yaha dekhe

Blogger ki or jaankari ke liye yaha click kare

Ye bhi pade:

Blog ki traffic kaise badayeSite Map Submit kare Google Search Console me

Agar aapke Pass iske aalawa koi Tip ya Trick hai jisse apni Post ko search me rank dila sakte hai to Comment karke jarur bataye or ye jankari kesi lagi wo bhi bataye.

Ye ek Guest Post hai, Aap bhi agar apni Post Hindi Me Help par post karna chate hai to yaha click kare.

The post Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike appeared first onHindi Me Help.

Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com

Visit website

Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
rasheedhamza
admin
21 December 2021 at 03:29 ×

We have sell some products of different custom boxes.it is very useful and very low price please visits this site thanks and please share this post with your friends. buy backlinks

Congrats bro rasheedhamza you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar
Thanks for your comment