Google Plus Par Page Kaise Banate hai uski Jaankari

Google Plus Par Page Kaise Banate hai uski Jaankari

Social Network – Hindi Me Help / Rohit Mewada /7 months ago

Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!

Google+ Kya hai or uspar kaise account banaye uske bare me ham phele hi jaan chuke hai..  Google+ ki trha Facebook orTwitter Social Site par kaise account banaye ye bhi ham sikh chuke hai.

????Facebook Page Kaise banate hai uski jaankari yaha hai

Google Plus Page Kya hai

Google+ ek Social Networking site hai, Facebook or Twitter ki trha. Ham ispar logo se jude rha sakte hai. Agar hamara koi busness hai to ham uska Page bhi bana sakte hai, Facebook Page ki trha.. Page ki madad se ham logo tak hamare busness ki jaankari phucha sakte hai.. Jo log usko follow karete hai.

Google+ Page Kaise Banaye

Google+ Page banana bhut hi aasan hai, simple aap meri steps ko follow kare –

Step 1: Google+ me Login kare. Agar Google+ par account nahi hai to yaha dekhe

Step 2: Google+ me login karne ke baad site me Home ???? ki button hai, uspar mouse lejakar, Pages par click kare.

Step 3: Ab aapke samne Aapke pure Pages ki list aa jayegi, jo bhi aapne banaye hoge.. New Page Banane ke liyeGet your Page par click kare.

Step 4: Ab aapke saamne Page ki Category ke liye option aayega.. ki aap kis topic par page banana chate hai.

Storefront:Agar aap ki koi Dukan, Hotel, Restaurant hai to aap isko select kare..Service Area: Agar aap koi service dete hai or uske liye page bana rahe hia to isko select kare.. jese Texi, Servicing, Delivery bagera.Brand: Agar aapki koi brand hai to aap ye select kare..

jese me website ke liye bana raha hu to me Brand Select kar raha hu.

Step 5: Ab aapke samne ek form khulega, usme Page ki detail dalni hai.

Page Name: Page ka Naam DaleWebsite: Aapki Website ki jo link hai wo daleType of Page: Page kis type ka hai, usko select kare.

Pages Terms ko maanne ke liyte tik ✔ kare.. fir last me Create Page ki button par click kare.

Ab Aapka Page to Ban Chuka hai, Page banne ke baad ek aesa Page aayega, jisme aapko Welcome kiya jayega..

Page ki detail ko update kare, Or aapka Page duniya ke liye teyar hai..

Agar aapko koi paresani ya koi sabal hai to aap Comment karke jarur puche.

Ye bhi pade:

Kaise Youtube se Paise kamayeEk Mobile me 3 WhatsApp kaise Chalaye

Agar aapko ye jaankari pasand aai ho toHindi Me Help ka Google+ Page Jarur Follow kare…

The post Google Plus Par Page Kaise Banate hai uski Jaankari appeared first on Hindi Me Help.

Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com

Visit website

Previous
Next Post »
Thanks for your comment