Revenuehits Ads Network Se Paise Kaise Kamaye

Revenuehits Ads Network Se Paise Kaise Kamaye

Make Money – Hindi Me Help / Rohit Mewada / 6 months ago

Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!

Ye ek Guest Post hai, AGar aap bhi Guest Post karna Chate hai to yaha click kare.

Hello dosto mera naam Vinay Singh hai. Main www.hindimejane.com ka founder hun. Agar apko Blogging, Online Make Money aur Computer se Related koi bhi jankari chahiye to aap mere site ko visit kar sakte hai…

Is post me, Main apko Revenue-hits Ads Network ke bare me bataunga. JoGoogle Adsense ke bad sabse achha vikalp hai paise kamane ka..

Hum jante hai ki Google Adsense ke Ads lagan ke liye humara Blog 6 mahine purana hona chahiye aur kam se kam 40 se 50 badhiya post bhi hone chahiye. Hum Blog(Website) isliye banate hai ki isse hum kuch paise kama sake. Par jab humara Blog(Website) new hota hai to hum Google Adsense ke Ads nahi laga sakte. Aise me Revenue-hits achha vikalp hai paise kamane ka. Google Adsense ke liye kya kya jaruri hai yaha dekhe

Revenuehits Kya Hai ?

Revenuehits ek Ad Network hai site hai jise MyAdsWise Ltd. Ne 2008 me suru ki thi. Revenuehits ek different Ads network hai jo CPA Ad Network par Bassed hai. Jo visitor dwara kiye har Action pe hume paise deti hai. CPA Ad Network CPC ya CPM se thoda agag hai. Jab koi visitor humare  website me dikh rhe Revenuehits ke Ads pe kaisa bhi reaction karta hai to uske bhi hume paise milte hai.

Ye Ads Network bhi tri kare.

BidvertiserInfolinkAdfly

Kitne Format Ke Ads Hai Revenuehits Me ?

Revenuehits 8 formate ke Ads provide karti hai

BannersPopundersSliderShadow BoxTop Banner158*21 ButtonFooterInterstitial

5 Mobile Formate ads bhi jo Mobile ke liye best hai

Aap alag-alag format ke Ads unit create kar ke Ads laga sakte hai apneBlog(Website) me.

Ads kaise Lagaye Blogger me HTML Widget ki madad se uski jankari yaha hai.

Revenuehits Ki Khubiya

Revenue-hits ka CPM rate dusre Ads Network se achha hai.Aap apne hisab se Ads choose kar ke laga sakte sakte hai.Sign Up karte hi turant Approval ho jati hai.Isse Minimum 20$ Payout le sakte hai.Revenue-hits ke Ads humare Blog(Website) pe widget ki tarah adjust ho jate hai jisse visitor ko koi paresani nahi hoti post padhne me.

Revenuehits Payment Kaise Karti Hai ?

Revenuehits Paypal, Payoneer, aur Wiretransfer ke madhyam se Payout karti hai. Jisme hum Paypal ke dwara Minimum 20$ Payout le sakte hai.

To ab aap jan chuke hai ki Revenue-hits kya hai aur ye kaise kam karti hai. Agar aap Account banana chahte hai to niche button par click kar ke asani se bana sakte hai..

Create Revenuehits Account

ab aapko form bharke apna account banana hai.

Revenuehits Account kaise Banaye (Video)

Apko agar Account banana me dikkat aa rhi ho to is Video ko dekhiye jisme Details me bataya gaya hai Revenue-hits Account kaise banaye…

Yah post apko kaisi lagi aap apne comments jarur de. Aur Hindi Me Help ko Subscribe karna bhi na bhule…Dhanywad!

Ye Post bhi pade..

Mobile me Free Recharge kare App Download karkeFacebook Security kaise set kareBlogger Post Editor ki Puri jankari

The post Revenuehits Ads Network Se Paise Kaise Kamaye appeared first onHindi Me Help.

Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com

Visit website

Previous
Next Post »

2 comments

Click here for comments
Thanks for your comment