Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye
Important Website – Hindi Me Help / Rohit Mewada / 8 months ago
Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!
Privacy Policy me bataya jata hai site kya kya jankari leti hai visitor ki or kis ke ads dikhate hai apni site par. Konsi Detail Track karti hai or konsi Jankari Save karti hai.
Privacy Policy Page isliye bhi jaruri hai q ki bhut se program hai wo check karte hai, jese Google Adsense. Hamare Privacy Policy Page ko Check karta hai uske baad hi Approve hota hai account. yaha dekhe Adsense Approve karane ke 11 tarike
Adsense approve nahi hota to Bidvertiser ke ads lagaye
????Website ke liye Jaruri Page –
About Us Page – Isme Hamare Site ke bare me likha hota hai.Contact Us Page – Hamse Sampark karne ki jaankari or Contact Form.Privacy Policy Page – Site me kya kya Information use ki jati hai uski jaankari.
Is Post me ham dekhege kaise Privacy Policy Banate hai or usko kaise Blog me add karte hai.
Privacy Policy Kaise Banaye Blog ke Liye
Privacy Policy ko Aap khud bhi bana sakte ho agar aapko uski jaankari hai to.. Par agar nahi to koi baat nahi Online bhut si site hai jo Free me hamari site ke liye Privacy Policy Bana deti hai. To Chaliye Dekhte hai kaise banaye Privacy Policy apne blog ke liye –
Step 1: SerpRank Privacy Policy Generator par jaye.
Step 2: Ab aapko Login karna hai, agar account nahi hai to Register kare.
Step 3: Ab ek Form Aayega, Usko Bharna hai
Apni Blog/Website ka URL daleApna Email Address DaleCookies use karte hai blog me isliye Yes select kareAdvertise Information me Google Adsense Select kare, or agar iske aalawa koi or searvice use karte hai to usko bhi select kare.Create My Privacy Policy ki Button par click kare
Step 4: Ab ek New Page Khulega usme hamare Blog ki Privacy Policy hogi.. Usko Copy karle
Ab hame apni Website me simple ek Page me isko Add karna hai.
Ye bhi Pade: Blog ki Traffic kaise badaye
Blogger Me Privacy Policy Page Kaise Add kare
Blog me Add karne ke liye simple hame New Page Create karna hai or usme Hamari Privacy Policy ko dal kar Publish karna hai.
Step 1: Blogger Dashboard >> Pages >> New Page par jaye
Step 2: Ab Page Editor khul jayega.
Sabse Phele Page Ka Title Dale – Privecy policyJo Copy Kiya tha hamne Privacy Policy ko, usse Body me Paste karde.Page ko Publish Karde.
Ab Aapka Privacy Policy Page to Ban gaya hai, Is Page ko Menu me add jarur kare.
????Blogger ki or Jaankari ke liye yaha Click kare
Aapko Ye Post bhi Padni Chaiye –
CSS Kaise Add Karte hai Blogger meHTML Kaise Add karte hai BLogger meBlospost Hataye Apne Blog me se
Agar koi bhi Sabal ho Blogger se Sambandit, To Comment karke jarur Puche.
The post Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye appeared first onHindi Me Help.
Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com
ConversionConversion EmoticonEmoticon