Blogger Featured Post Gadget Add kare
Blogger – Hindi Me Help / Rohit Mewada / 4 months ago
Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!
Hello Blogger, agar aapka blog Blogger.com par hai to aapke liye ek khus khavri hai, Featured Post Gadget bhi add kar sakte hai ab blog me, jiski madad se aap apni pasand ki post home page par dikha sakte hai.
Kya Hai Featured Post?
Featured Post blogger ka ek gadget hai, iski madad se ham apne blog ki kidi bhi post ko sidebar me dikha sakte hai.
Widget kuch is prakar ka hai –
Post ka Title dikhta hai.Post ka Chota Discription.Post ki Pheli Image.
or Blog me kuch is prakar ka dikhega –
Kya Faida hai Featured Post Use karne ka.
ye to aap jante hi hopge ki regualr post karna kitna jaruri hai, har blog ke liye.. Par bhut bar hota hai ham koi achi post publish karte hai, or uske baad kuch or post karte hai.. to hota ye hai ki jo hamari achi post hai jisko hamare readers ko padna chaiye wo niche chali jati hai or wo usko pad nahi pade..
Featured Post widget ki madad se ham hamari badiya post ko add karke side bar me dikha sakte hai, isse hamare visitor tak hamari important post phuch jati hai.
Also Add: Blogger Popular Post Widget
Kaise Add kare Featured Post Widget
Widget ko add karna bhut hi aasan hai, simple aap meri steps ko follow kare..
Step 1: Sabse phele apne Bloggeraccount me login kare fir apne blog kedeshboard me jaye.
Step 2: Blog ke layout me jaye fir Add a Gadget par click kare.
Step 3: Ab Gadget me se Featured Postselect kare.
Ste 4: Ab jo Page khulega usme hame Widget ki setting karni hai.
Widget Title Dale. jo abhi Featured Post hai.. aap chahe ho isko change kar sakte hai ya fir khali bhi rakh sakte hai.Jo Widget hai usme Post Titledikhana hai to Tik kare.Widget me Post ki Image dikhani hai to Tik kare,Apni Blog ki kis Post ko Widget me add karna chate hai select kare.AB Widget kesa dikh raha hai wo aap Preview me dekh sakte hai.Sab setting karne ke baad Savepar click kare.
Is trha aap aasani se Featured Post Widget ko apne blog me add kar sakte hai, or apni pasand ki post apne visitor ko dikha sakte hai.
Ye Kuch or Widget jo aapke Blog me hona chaiye –
Facebook Like BoxEmail Subscribe BoxSocial Follow WidgetOr widget ke liye yaha click kare
Agar aapki Website/BLog hai to aapko ye pata hona chaiye –
On-Page SEO kya hai or kaise kareOff-Page SEO Kya hai or kaise kareBackLink kya hoti hai
The post Blogger Featured Post Gadget Add kare appeared first on Hindi Me Help.
Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com
1 comments:
Click here for commentsnic post...
for more latest tips & tricks and information in hindi visit https://hindidea.blogspot.com
ConversionConversion EmoticonEmoticon