Apne Naam Ki Material Design GIF kese banaye
Important Website – Hindi Me Help / Rohit Mewada / 7 months ago
Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!
Material design aapne ye savd buhut baar kahi padha hoga adhiktar google ki post me ye ek graphics guidelines hai jo google ne pichhle saal apne I/O event pe jaree ki thi , aur Google android ka lollipop OS bhi isi graphics ke userinterface par aadharit hai.
Janiye WhatsApp ke 5 New Future ke bare me jo aap nahi jaante
Isme poori design ko colours , animations aur parchhai me divide kiya jata hai jisse kaafi sundar aur aakarshak graphics milte hai. Material design nikalne ke baad google ne apne users ke liye ek buhut achchhi suvidha bhi nikali ki wo bina kisi application evam coding kare bager kisi bhi naam ko material design me likh kar use GIF me download kar sakte hai. Facebook , Twitter , Instagram kahi par bhi GIF file support ni karti sirf Google + ko chhorkar atah Google ne ye service isi liye nikali ki Google+ user GIF creat karkar apna cover change kar sake .
Agar aapka Google+ Par Account nahi hai to aapko aaj hi banana chaiye.
Material Design GIF Kaise Banaye
Aapko Gif Banane ke liye ek website ka istmal karna hai, or simple usme apna Naam Type karke Download karke hai.. Chaliye dekhete hai kaise.
Step 1: Sabse Phele formtypemaker.appspot.com par jaye.
Step 2: Ab jo Website Khulegi usme apna Naam type kare.
Apna Naam Type KareColor Change karke ke liye Click kare.GIF kesi dikhegi Play karke dekhe.Download kare GIF ko.
Download button par click karne ke baad pehle GIF creat hogi uske baad automatically download ho jayegi, isme aadha ya ek minute lag sakta hai aur baki aapke internet speed par nirbhar karta hai.
Ye ek Guest Post hai, Jo Akash Nema ne Share ki hai jo The Tech Minutes ke Owner hai. Agar aap bhi HMH.pe apni Post Share karna Chate hai to yaha Click kare.
HMH par Dusri Guest Post Padne ke liye yaha click kare
The post Apne Naam Ki Material Design GIF kese banaye appeared first on Hindi Me Help.
Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com
ConversionConversion EmoticonEmoticon