Paypal Par Account Kaise Banaye India Me Puri Jaankari
Important Website – Hindi Me Help / Rohit Mewada / 1 year ago
Hindi Me Help - Internet ki jankari Hindi Me!
Paypal ek online payment send ya received karne ki website hai jisse lakho log roj crorero rupee rojana online transfer karne ke liye istmaal karte hai. PayPal 190 deso me hai puri duniya me. Paypal 1998 se chal rahi hai or ye online busness ke liye bilkul sahi hai.
Agar aap online kuch busness karte hai ya pir kisi online busness se payse kama rahe hai to aapke liye paypal bhut jaruri hai, Q ki jada tar online website payment ke liye paypal ka istmaal karti hai.
To fir aaiye jaante hai ki paypal ki website par account kaise banate hai or kin kin chijo ki jarurat padti hai hane apne account me.
Paypal Account me Kya Kya
Email IDBank AccountPAN CardDabit/Credit CardAapka AddressMobile Number
Paypal Account Kaise Banta hai
Paypal par account banana bhut hi aasan hai, bas aap meri steps follow kare…
Step 1. Sabse phele Paypal.com par jao
Site par jane ke baad Sign Up ki Button par click kare
Step 2. Agle Page par ek form khulega usko pura bhare.
Akhri me Agree and Create Account ki Button par click kare
Step 3. Fir agla page khulega, Code ko daale fir Continue par click kare
Step 4. Aapka Paypal account bankar teyaar hai
Step 5. Ab aap apni Email ID conform karni hai, uske liye apni Email ID khole us par PayPal se ek Email aaya hoga usko khole
Conform Email par click kare
Step 6. agla page khulega
Password daale for Log In par click kare
Step 7. Agla Page khulega
Apne account ki security ke liye question select kare or unke answer likhe fir Sumit ki Button dbaye
Step 8. Agla Page khulega aapke account ka us pe ek notification aaya hoga us link par click kare
Step 9. Apni Detail Update kare – PAN Card, Bank Account Number or aapne ye account kis liye banaya hai.
Sari detail save karne ke baad aapka paypal accoutn ab teyaar haionline payse kamane ke liye.
Ummid hai aapka paypal account bhi bankar teyaar hoga. ya fir koi parenani aa rahi ho account bnanae me to comment karo, hame aapki madad karne me khuse hogi.
Agar aap online payse kamana chate hai to aap is site ko yaad rakhiye q ki haam bhut saari alg alg tarike online earning ki tips and tricks share karte hai. Agar aapka koi sabal ho Internet se related to yaha Post kare
The post Paypal Par Account Kaise Banaye India Me Puri Jaankari appeared first on Hindi Me Help.
Rohit Mewada
rohit@hindimehelp.com
ConversionConversion EmoticonEmoticon